Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re tere nagme taare ban kar taare ban kar tere nagme taare ban kar taare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar pyaare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re phir se aisa raag suna re raag suna re phir se aisa raag suna re raag suna re jhoom uthe ye ghum ke maare ghum ke maare jhoom uthe ye ghum ke maare haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re
hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmmmm aa aa aa aa aa aa aa aa haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jis din hum pehle pehle roothe the unse milke jis din hum pehle pehle roothe the unse milke us din bhi chupke chupke kehte the hum ye dil se wo dil bhi koi dil hai jis mein pyaar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise lehra lehra ke ruk jaati hain ye zulfen yun samjho humko bhi yunhi qaraar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey ye balkhate se raste ye matwali si basti ye balkhate se raste
hai apnaa dil to aawaaraa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha bahut bhola hai bechaara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa yeh ek toota hua tara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka safar mein hai yeh banjara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hua jo kabhi raazi to mila nahin qaazi jahaan pe lagee baazi wahin pe haaraa hua jo kabhi
hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta phire hai dar badar maara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna khud apne dard se haara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega
hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo wo kahaan sab kho gaye aayi hichki maut ki aur so gaye aayi hichki maut ki aur so gaye har kisi kaa hai basera chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kal talak rangeen bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badle har ghadi ye aasmaan rang badle har ghadi ye aasmaan aish o ghum jo kuchh bhi dekha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kya milega dil kisi ka tod ke le dua toote dilon ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniyaa mein charcha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur
hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa
hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi ghum hai ab meri zindagi ise kaise dil se juda karoon hai isi mein pyaar ki aabroo jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon ye likha hai mere naseeb main yunhi shama ban ke jala karoon hai isi mein pyaar ki aabroo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi nazar ki hoon justzoo main woh phool hoon jo udaas hoon na bahar aaye to kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon
hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana ye khule khule se gesun uthe jaise badliyaan si ye jhuki jhuki nighahen gire jaise bijliyaan si tere naachten kadam mein hai bahaar ka khazaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana tera jhumna machalna ye nazar badal badal ke mera dil dhadak raha hai tu lachak sambhal sambhal ke kahin ruk na jaaye zaalim kisi mod par zamaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana
hai khuda hafiz hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana begaani begaana begaana begaani anjaana anjaani uo uo uu ho hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo uuo hooooo hooo uuo hooooo uuoo ooo ghoomte phirte milte hain milte hain milke saath wo chalte hain chalte hain dostana naya naya naya rahein wahi puraani anjaana anjaani hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana begaani begaana begaana begaani anjaana anjaani hai khuda hafiz kal mile na mile sochna hai kya shor mein abhi kuchh bolna hai kya ye jo pal hain wo apne hain ruk ja zara o deewaani anjaana anjaani hai khuda hafiz shukriya meharbani shukriya meharbani pal do pal kya mile pal do pal kya mile mil gayi pareshaani anjaana anjaani begaana begaana
are hai hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro mujhpe sada hansti raho yun hi bahaaro mil ke mere saath naacho aapki hai meherbaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi ye hai tere pyaar ka nasha chanda si bhabhi bhaiya raaja ghar mein le ke aa gaya pariyon ki raani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aangan
hai na bolo bolo hai na bolo bolo papa bolo bolo mummy bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain ha ha ha ha paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain paapa mummy milate hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo munni bolo bolo deepu bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa se main boloongi mummy ko ghar le aayen mummy se main boloonga saath mujhe bhi le jaayen paapa
mehki mehki hain raahen behki behki hain nigahen hai naaaaaaaaa haye re haye re haye re haye re ghere hain jo ye baahen payi hai maine panahen hai naaaa haye re haye re haye re haye re gaa tu dil ke taaron pe gaa geet aisa koi nayaaaa jo zindagi mein kabhi ho na pehle suna palkon pe sapne sajaa sapnon mein jadoo jaga aaa tu meri rahon mein chahat ki shamme jala mehki mehki hain raahen behki behki hain nigahen hai naaaaaaaaa haye re haye re haye re haye re mere dil ne tohfe ye tum se paaye dhoop thi ghum ki tum laye saaye mere dil ne tohfe ye tum se paaye dhoop thi ghum ki tum laye saaye meri ab jo bhi khushi hai mujhe tum se hi mili hai suno naaaaaaaaa tumhi wo chandni ho jo meri nazron mein khili hai kahin ye to nahi hai wo ankhen hansi dekhti hai jo mujhko piya jo bhi hoon teri hoon bas yehi gun hai mera jo bhi hoon teri hoon bas yehi gun hai meraaa ga tu dil ke taaron pe ga geet aisa koi nayaaa jo zindagi mein kabhi ho na pehle sunaaaa palkon pe sapne sajaa
aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye warna wahi baat ho jaayegi ghum se mulaqaat ho jaayegi warna wohi baat ho jaayegi din hai magar raat ho jaayegi meri zulfein khudaara na bikhraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa jeena bhi dushwaar ho jaayega iqraar inkaar ho jaayega jeena bhi dushwaar ho jaayega hum aap mein pyaar ho jaayega aap mehfil se utth ke chale jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye iss aag ko bas bujha deejiye sholon ko yun na hawaa deejiye iss aag ko bas bujha deejiye main yaad aaun bhula deejiye meri aankhon se aankhein na takraayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye jayiye dil ki baaton mein na aayiye hai nazar ka ishaara sambhal jaayiye
hai shukar ke tu hai ladka ho tujhe dekh mera dil dhadka hai shukar ke tu hai ladka ho tujhe dekh mera dil dhadka kya hota meri tauba agar tu ladki hoti hoyee agar tu ladki hoti oy hoye agar tu ladki hoti agar tu ladki hoti main tere naaz uthata ho tujhe baagh ki sair karata main tere naaz uthata ho tujhe baagh ki sair karata julfon mein phool lagata agar tu ladki hoti hoyee agar tu ladki hoti oy hoye agar tu ladki hoti agar tu ladki hoti din mein sau phere tere gali mein lagaata din mein sau phere tere gali mein lagaata teri khidki ke niche aa ke seeti bajata kabhi aata kabhi jaata tujhe itna satata jeena mushkil ho jaata agar tu ladki hoti hoyee agar tu ladki hoti oy hoye agar tu ladki hoti agar tu ladki hoti sun o shehzaade tu jo hoti shehzaadi sun o shehzaade tu jo hoti shehzaadi ab tak ho jaati teri meri shaadi tera ghunghta uthata tujhe aankhon mein basaata tujhe saari raat jagaata agar tu ladki hoti hoyee agar tu ladki hoti oy hoye agar tu ladki hoti agar tu
hai tere saath meri wafaa hai tere saath meri wafaa main nahin to kya zinda rahegaa pyaar mera main nahin to kya main nahin to kya main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya tere liye ujaalon ki koi kami nahin tere liye ujaalon ki koi kami nahin sab teri roshni hai meri roshani nahin koi naya charaag jalaa koi naya charaag jalaa main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya kuchh dhadkanon ka zikr ho kuchh dil ki baat ho kuchh dhadkanon ka zikr ho kuchh dil ki baat ho mumkin hai iss ke baad naa din ho naa raat ho mere liye naa ashq bahaa mere liye naa ashq bahaa main nahin to kya main nahin to kya main nahin to kya hai tere saath meri wafaa main nahin to kya zinda rahegaa pyaar mera main nahin to kya
hai ye aalam tujhe bhulaane mein hai ye aalam tujhe bhulaane mein ashq aate hain muskuraane mein ashq aate hain muskuraane mein ek soorat bhi aashna si nahin ek soorat bhi aashna si nahin kitni tanha hoon main zamaane mein ashq aate hain muskuraane mein ghum mere khoon e aarzoo se sahi ghum mere khoon e aarzoo se sahi rang to aa gaya bataane mein ashq aate hain muskuraane mein kitni sunsaan hai chaman ki khiza kitni sunsaan hai chaman ki khiza dil dhadakta hai aashiyaane mein hai ye aalam tujhe bhulaane mein ashq aate hain muskuraane mein
hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya main hoon ik panchhi akela iss gagan ki chhaaon mein main hoon ik panchhi akela iss gagan ki chhaaon mein udate udate aa gaya hoon baadlon ke gaaon mein apne hi sapnon ki dhun mein chalte chalte kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya sunn bhi lo ghum ki sadaayen dard ka paigaam lo sunn bhi lo ghum ki sadaayen dard ka paigaam lo dagmagate jaa rahe hain aa ke hum ko thaam lo phir naa kehna zindagi ka aasraa ghum ho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya
hai ye wohi aasmaaaan hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin ab yehi kehta hai dil door kahin jaa baso door kahin jaa baso uss jagah koi jahaan apna paraaya naa ho apna paraaya naa ho hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin jin ka mera saath tha chhod gaye raah mein chhod gaye raah mein kaise bulaaun unhen dard nahin aah mein dard nahin aah mein hai ye wohi aasmaan aur hai wohi zameen par meri taqdeer ka ab wo zamaana nahin ab wo zamaana nahin sang the hum tum wo din laaun kahaan se bhala laaun kahaan se bhala bichhde huye phir mile ab to yehi hai duwaa ab to yehi hai duwaa hai ye wohi aasmaaaaaaaan
haila haila hey tari ra ra ra ri ra ri ra ra tari ra ra ra ri ra ra ra haila haila haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila huwa huwa haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re chhuna tha ek bahaana chhu liya chhu liya chhu liya hey pyaar tha ye puraana keh diya keh diya keh diya tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi nikle tum to deewaane meri chori maine pakdi gori baahen kaahe jakdi kaanpne laga hai ye jiya haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re phir koyi ghata baras gayi re rok kar dil ko dekha na ruka na ruka na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haaye Tu Hi Gaya Mohe Kathputli (1957) 05:35 38140
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamla Laxman
Duration : 05:35   Song Number : 38140   

Haaye Unki Wo Nigaahen Aakhri Dao (1958) 04:11 37436
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi, Nutan, Shekhar
Duration : 04:11   Song Number : 37436   

Hai Apna Dil To Solva Saal (1958) 04:28 20501
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sundar
Duration : 04:28   Song Number : 20501   

Hai Apna dil To Aawaara (Sad) Solva Saal (1958) 04:08 18735
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:08   Song Number : 18735   

Hai Bahaar E Baagh E Duniyaa Bombay Ka Chor (1962) 03:39 15562
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:39   Song Number : 15562   

Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 02:39 13749
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Faqeer
Duration : 02:39   Song Number : 13749   

Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa Kashmir Ki Kali (1964) 06:04 11844
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 11844   

Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Anpadh (1962) 04:59 20502
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:59   Song Number : 20502   

Hai Kali Kali Ke Lala Rookh (1958) 03:15 13597
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 13597   

Hai Khuda Hafiz Yuva (2004) 04:57 18629
 
Poster of Yuva (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vivek Oberoi, Kareena Kapoor
Duration : 04:57   Song Number : 18629   

Hai Mubarak Aaj Ka Din (Shadmani Ho Shadmani) Boxer (1984) 05:12 40879
 
Poster of Boxer (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:12   Song Number : 40879   

Hai Na Bolo Bolo Andaz (1971) 04:47 12681
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Shammi Kapoor
Duration : 04:47   Song Number : 12681   

Hai Naa Zubeidaa (2001) 04:58 16766
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Manoj Bajpai, Karishma Kapoor
Duration : 04:58   Song Number : 16766   

Hai Nazar Ka Ishaara Anita (1967) 05:31 14617
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhumati, Bela Bose
Duration : 05:31   Song Number : 14617   

Hai Shukar Ke Tu Hai Himmat (1970) 05:06 13339
 
Poster of Himmat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:06   Song Number : 13339   

Hai Tere Saath Meri Wafaa Hindustan Ki Kasam (1973) 04:14 11822
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 04:14   Song Number : 11822   

Hai Ye Aalam Tujhe Bhulaane Nawab Sirajuddaulla (1967) 02:35 37689
 
Poster of Nawab Sirajuddaulla (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Suroor Barabankvi
Music Director- 
Khan Attaur Rehman
Singer- 
Firdousi Begum
Duration : 02:35   Song Number : 37689   

Hai Ye Duniyaa Kaun Si Sailaab (1956) 03:25 16471
 
Poster of Sailaab (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Mukul Roy
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:25   Song Number : 16471   

Hai Ye Wohi Aasmaan Char Chand (1953) 03:04 15565
 
Poster of Char Chand (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
A Kareem
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 03:04   Song Number : 15565   

Haila Haila Koi Mil Gaya (2003) 05:47 40392
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:47   Song Number : 40392